Saraswati Chalisa in English

Shri Saraswati Chalisa
Saraswati Chalisa in English

Aaj ham Padhenge Shri Saraswati Mataji ka Saraswati Chalisa in English, Tau aaiye shuruu Karte Hain.

॥ Saraswati Chalisa Lyrics in English॥ 

॥ Doha ॥ 

Janak Janani Pad Kamal Raj, Nij Mastak Par Dhari।

Bandaun Matu Saraswati, Buddhi Bal De Daatari॥

Purne Jagat Mein Vyapt Tav, Mahima Amit Anantu।

Ramsagar Ke Paap Ko, Matu Tuhi Ab Hantu॥

॥ Chaupai ॥

Jai Shri Sakal Buddhi Balraasi।

Jai Sarvagya Amar Avinasi॥

Jai Jai Jai Veenakar Dhari।

Karti Sada Suhanse Savari॥

Roop Chaturbhujadhari Mata।

Sakal Vishv Andar Vikhyata॥

Jag Mein Paap Buddhi Jab Hoti।

Tabahi Dharm Ki Phiki Jyoti॥

Tabahi Matu Ka Nij Avatara।

Paap Heen Karti MahiTara॥

Balmiki Ji Tha Hatyara।

Tav Prasad Janai Sansara॥

RamCharit Jo Rache Banai।

Aadi Kavi Ki Padavi Pai॥

Kalidas Jo Bhaye Vikhyata।

Teri Kripa Drishti Se Mata॥

Tulsi Sur Aadi Vidvana।

Bhaye Jo Aur Gyani Nana॥

Tinhahi Ne Aur Raheu Avalamba।

Keval Kripa Aapki Amba॥

Karahu Kripa Soi Matu Bhavani।

Dukhit Din Nij Dasahi Jaani॥

Putr Karai Aparadh Bahuta।

Tehi Ne Dharai Chit Mata॥

Rakhu Laaj Janani Ab Meri।

Vinay Karu Bhanti Bahuteri॥

Main Anath Teri Avalamba।

Kripa Karau Jai Jai Jagadamba॥

Madhu Kaitabh Jo Ati Balvaana।

Bahuyuddh Vishnu Se Thana॥

Samar Hajaar Paanch Mein Ghora।

Phir Bhi Mukh Unase Nahi Mora॥

Maatu Sahaay Kinhe Tehi Kala।

Buddhi Viparit Bhai Khalhaala॥

Tehi Te Mrityu Bhai Khal Keri।

Purvahu Maatu Manorath Meri॥

Chand Mund Jo The Vikhyata।

Kshan Mahu Sanhare Un Mata॥

Raktbij Se Samarath Paapi।

Sur-Muni Hriday Dhara Sab Kaampi॥

॥ Continue Reading ॥

Kaateu Sir Jim Kadali Khamba।

Baar Baar Binavau Jagadamba॥

Jag Prasiddh Jo Shumbh Nishumbha।

Kshan Mein Badhe Taahi Tu Amba॥

Bharat-Maatu Budhi Phereu Jaayi।

Ramchandra Banvaas Karai॥

Ehi Vidhi Raavan Vadh Tu Kinha।

Sur Nar Muni Sabko Sukh Dinha॥

Ko Samarath Tav Yash Gunn Gaana।

Nigam Anaadi Anant Bakhana॥

Vishnu Rudra Jas kahin Maari।

Jinaki Ho Tum Rakshakari॥

Rakt Dantika Aur Shatakshi।

Naam Apaar Hai Daanav Bhakshi॥

Durgam Kaaj Dhara Par Kinha।

Durga Naam Sakal Jag Linha॥

Durg Aadi Harni Tu Mata।

Kripa Karahu Jab Jab Sukhdaata॥

Nrip Kopit Ko Maaran Chahey।

Kaanan Mein Ghere Mrig Nahai॥

Saagar Madhye Poth Ke Bhange।

Atti Toofan Nahi Kou Sange॥

Bhoot Pret Badha Ya Dukh Mein।

Ho Daridre Athava Sankat Mein॥

Naam Jape Mangal Sab Hoi।

Sanshaya Ismein Karai Na Koi॥

Putrahin Jo Atur Bhai।

Sabai Chhandi Pujhe Ehi Bhai॥

Karai Paath Nit Yahe Chalisa।

Hoy Putre Sundar Gunn Isa॥

Dhupadik Naivedya Chadhavai।

Sankat Rahit Avashya Ho Javai॥

Bhakti Maatu Ki Karai Hamesha।

Nikat Ne Aavai Taahi Kalesha॥

Bandi Paath Karein Shat Baara।

Bandi Paash Dur Ho Saara॥

RamSaagar Bandhi Hetu Bhavani।

Kijhe Kripa Daas Nij Jaani॥

॥ Doha ॥

Maatu Surye Kaanti Tav, Andhkaar Mam Roop।

Dooban Se Raksha Karahu, Paru Ne Main Bhav-Koop॥

Bal-Buddhi Vidya Dehu Mohi, Sunahu Saraswati Maatu।

RamSaagar Adham Ko Ashraya Tu Hi De Daatu॥

॥ इति Saraswati Chalisa in English सम्पूर्ण॥

जनक जननि पदम दुरज, निजब मस्तक पर धारि। बन्दौं मातु सरस्वती, बुद्धि बल दे दातारि।। पूर्ण जगत में व्याप्त तव, महिमा अमित अनंतु। दुष्टजनों के पाप को, मातु तुही अब हन्तु।।

Share it to someone:
Scroll to Top